Allah ny insaan ko paida kiya aur sath hi us ka maqsad bhi bata diya kh hm ny tujhy kis liye paida kiya Allah ny quran main farmya kh:
Hum ny jinno aur insaano ko apni ibadat ky liye paida kiya
Allah ny ye nai farmya kh tm sirf meri ibadat karo balkh ye bhi farmya kh jab tm namaz sy farig ho jao to asbab e maeeshat kaay liye zameen main phail jao namaz parhny main kitni dair lagti ha ky sirf chand mint bhi hum khuda ky hazoor sajda raiz nai ho sakty
No comments:
Post a Comment